Bewafa Tera Masoom Chehra | Rochak Kohli Feat. Jubin Nautiyal, Rashmi V | Karan Mehra, Ihana Dhillon Lyrics - Jubin Nautiyal
Singer | Jubin Nautiyal |
Composer | Rochak Kohli |
Music | Rochak Kohli |
Song Writer | Rashmi Virag |
Lyrics
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandni Raat Mein
Humne Taare Gine
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandni Raat Mein
Humne Taare Gine
Khwaab Jaisa Koyi
Khwaab Thi Zindagi
Neend Tuti Toh
Aaya Samajh Ye Hume
Raah Woh Jispe Main
Chal Raha Tha
Uski Koi Bhi Manzil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masum Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Khoobsurat Bahot Hai Tu Lekin
Dil Lagane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Ho Meri Yaado Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Barishein Teri Maujud Hai
Meri Yaado Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai
Aaj Bhi Mehfilon Mein Tere Aur Mere
Naam Pehle Ki Tarah Hi Mashoor Hai
Mere Barbadiyon Ki Wajah Mein
Kehte Hai Ki Tu Shamil Nahi Hai
Katal Bazar Mein Ho Chuka Hu
Fir Bhi Tu Mera Katil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Jhuthi Wafayon Ki Jhoothi Kahani
Hai Tune Sunai Mujhe
Mere Liye To Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Sare Ke Sare Zakham Hai Sambhale
Jo Tune Diye The Mujhe
Ab Dhadakta Hai Seene Mein Mere
Hai Wo Pathar Koyi Dil Nahi Hai
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Marke Bhi Mujhko Hasil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Ishq Bhi Kar Liya
Chandni Raat Mein
Humne Taare Gine
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandni Raat Mein
Humne Taare Gine
Khwaab Jaisa Koyi
Khwaab Thi Zindagi
Neend Tuti Toh
Aaya Samajh Ye Hume
Raah Woh Jispe Main
Chal Raha Tha
Uski Koi Bhi Manzil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masum Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Khoobsurat Bahot Hai Tu Lekin
Dil Lagane Ke Kabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Ho Meri Yaado Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Barishein Teri Maujud Hai
Meri Yaado Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai
Aaj Bhi Mehfilon Mein Tere Aur Mere
Naam Pehle Ki Tarah Hi Mashoor Hai
Mere Barbadiyon Ki Wajah Mein
Kehte Hai Ki Tu Shamil Nahi Hai
Katal Bazar Mein Ho Chuka Hu
Fir Bhi Tu Mera Katil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Jhuthi Wafayon Ki Jhoothi Kahani
Hai Tune Sunai Mujhe
Mere Liye To Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Sare Ke Sare Zakham Hai Sambhale
Jo Tune Diye The Mujhe
Ab Dhadakta Hai Seene Mein Mere
Hai Wo Pathar Koyi Dil Nahi Hai
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Marke Bhi Mujhko Hasil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kabil Nahi Hai
0 Comments